Mene last Post me Run Ke liye Command kaise banaye uske bare me bataya tha.
aaj hum janege Run Command ki hostory kaise Delete kar Sakte hai
hamne Run Command ki madad se jo Programes , Files ya Folder Open kiya hai uski
history ka ek list Create ho jata hai.
ye History Delete karna jaruri hai kiyuki hame koe Personal Document ka Run Command banaya hai
wo koe dusara Persone use na kare is liye history Delete karna jaruri hai
Chalo jante hai History kaise Delete kare.
Step 1:- Aapne PC ke Taskbar par Right click kare.
Step 2:- Properties par click kare.
(aap ke samane Taskbar and Start Menu Properties ki ek new window open hogi.
Step 3:- Start Menu Tab par click kare.
Step 4:- Customize par click kare.
(aap ke samne Customize Start Menu ki window open hogi)
Step 5:- Advanced tab par click kare
Step 6:- list my most Recently Opened Documents ke samane Clear list ki Button par click kare
Step 7:- OK kare.
0 comments:
Post a Comment