Aap ko group Create karna to Ata hoga lekin koe Friends aiesa bhi hai jo whatsapp me broadcast ke bare me nahi pata hai. Don't worry Dosto me Aap ko whatsapp me broadcast list ke bare me jankari batata hu.
Aap ko Ek satha Apane Dosto ko message , Image ya Video Send karna hai to Aap broadcast List bana kar Apane sabhi Dosto ko Ek satha message kar skate hai. Dosto ye bhi janlijiye Broadcast Group se alag hai. Kiyuki Group me Aap ka koe bhi members message, Image ya Video send karskata hai, or Sab members dekh sakte hai . Broadcast List me aeisa nahi hota hai , Aap jo message sent karte hai wo sab message Apne Dosto ko Personal milta hai, Aapaka Dost ko to aeisa hi lagata hai usane Sirf muje hi message kiya hai. Dosto Aap ke samaj me Aagya hoga group and broadcast kiya hai.
Chalo jante hai broadcast list kaise banate hai or Ek sath Apane alag alag Dosto ko kaise message sent kare.
Broadcast List banana bahot simple hai.
(1) whatsapp me opction me jaeye.
Jab Aap opction par click karege to Aapake samane or 5 opction Ayega.
-New group
-New broadcast
-whatsapp web
-Status
-Settings
Aap ko dusara wala opction select karna hai new broadcast.
Usake baad + par touch kijiye or Aap Apne jo friends ko message sent karna chahte hai usako select karlijiye or DONE par touch kare
uske baad CREATE Par touch karlijiye.
Aap ka broadcast list Create ho gaya hai Aap usaka Name bhi Rakh sakte hai,
ab Aap usme jo message send karege wo sab message Ek sath Apane Dosto ko usko personal mil jayege.
Dosto Aapko samaj me Aagaye hoge ye group se alag hai or Aap ka time bhi bachega.
Dosto or jo options hai uske bare me bhi me Aap ko sort me bata du.
First - Opction hai NEW GROUP uske bare me to Aap jante hai naya group banane me use hota hai.
Second - Opction hai NEW BROADCAST uske bare me to mene sab yaha bata diya hai.
Third- Opction hai WHATSAPP WEB usaka use Aap computer me whatsapp use karana chahate hai to use hota hai.
Fourth-Opction hai status hai Aap whatsup me Ek status Rakh sakate hai usme use hota hai.
Fifth-Opction hai Settings Aap whatsup me kuch setting karna chahate hai usme use hota hai.
Kiya Aap whatsup ka backup lena chahte hai....?
pahele setting me jaeye uske baad chats and calls par touch kijiye
usake baad backup chats par touch kijiye Aap ka whatsapp ka backup ban gaya hai. wo backup phone memory me store hoga.
Dosto ye jaankari kaisi lagi Aap comment me muje bata sakte hai, or kuch jaanna chahate hai to muje comment kare me Aap ki help haruga.
GOOD POST BHAI MAI BHI
ReplyDeleteFAVORITEHINDINET.BLOGSPOT.IN
KA FOUNDER HOON
Jayesh apki post achhi hai par app apne blog se faltu widget hata de aur bhi bahut kamiya hai apke blog me unhe sudharne ki kosis kare
ReplyDeletesir,I am a big fan of you, I see your post daily and get very good information.
ReplyDeleteit, please approved it
http://shivatechnical.com/weight-gain-tips/
http://shivatechnical.com/gb-road-delhi-rate-list/
http://shivatechnical.com/data-cleaning-techniques/
http://shivatechnical.com/what-is-seo-writing/
http://shivatechnical.com/do-follow-backlinks-sites-list/
http://shivatechnical.com/what-does-seo-mean/
http://shivatechnical.com/how-to-gain-weight/
http://shivatechnical.com/how-to-make-website-easy-ways/