friends......
Aaj hum Janege bina Mouse ke apne Desktop Par arrow kaise chalaye.
dosto ye ek Magic trick hai,
ham Mouse ke bina bhi apne Desktop par arrow chale sakte hai ye baat bahot kam User jante hai.
Mouse ke bina hum Keyboard ki madad se arrow chala sakte hai.
Keyboard se arrow chala ne ke liye sabse pahele Alt + Shift + Num Lock Key Press kare.
aapke samane ek window open hogi , ye window me OK press kare.
apne Computer ke Taskbar me Right site par uska icone bhi Create ho jayega
dosto aap Keyboard me Numeric key se apne desktop par arrow chala skate ho.
Use full Numeric key
4. arrow ko left side chala ne ke liye use hota hai
6. arrow ko Right side chala ne ke liye use hota hai
8. arrow ko up karne ke liye use hota hai
2. arrow ko down karne ke liye use hota hai
5. select karne ke kiye use hota hai.
Enter key se Ok hota hai.
Remarkable! Its truly awesome article, I have got much clear idea about from this article.
ReplyDelete